SARE DHONGI BABA HINDU HI KYO HAIN???WANNA KNOW REALITY???
AAJ SARE DHONGI BABA PAKDA RAHE HAIN????????GOOD
PAR KYA DHONGI BABA SIRF HINDUON ME HAIN, MUSLIMS AUR CHRISTIANS ME NAHI????
READ IT...
PEHLE KUCH BABAON KE NAM JIN PAR ILZAM LAGE HAIN:-
1. ASARAAM BAPU
2. NITYANAND
3. SWAMI DAYANAND PANDEY
4. ICHHADHARI BABA
Aur bhi kai sare par sabke sab hindu baba ya hindu temples.
ek aur baat aajkal news channels par jitne bhi andhvishvaas se related cheeze aati hain sab hindu dharm ki jaise:-
1. bache ko faik diya upar se
2. ya gayon se kuchalwana
3. ya holi ka kuch
4. ya koi aur pratha jo gaon me aksar hoti hai
mai manta hun ye sab kuch galat hai aur isse hindu dharm badnaam hota hai...
aur rape karne wale aur dharm ke naam par dhoka dene wale babaon ko beech chorahe par goli mar deni chahiye but...........
b...u...t magar kya ek baat aapne sochi ke ye sab kuch sirf hindu babaon ke sath hi kyon ho raha hai.
kya iske piche koi raajneti hai
jee haan
sabhi hindu madiron aur hindu babaon ka support aur paisa BJP ko milta hai aur in sab ka paisa milta hai RSS aur VHP ko to agar sabhi babao ko pakad ke jail me band kar diya jaye aur sabhi mandiro me aane wala paisa sarkar lele to BJP ko aur uske support karne wale hindu sanghthano ko paisa nahi milega
ISSE BJP KI FUNDING SAMAPT HO JAYEGI
aur BJP ke netaon ko to aapas me ladaya hi ja raha hai jainse Jaswant singh, Umabharti , Atal , Adwani sab alag ho rahe hain ab agar BJP samapt ho jaye aur uske sab fund nasht ho jaye to kise fayda hoga?????????
sirf ek party bachegi jo sabse powerful ho jayegi aur uski sarkar kabhi koi nahi gira payega aur wo fir kissi hindu sanghathan ko nayi party nahi banane denge????
ye aapko sochna hai ke isse kisse fayda ho raha hai.............................
lekin agar hindu sanghathano aur babaon aur mandiron ko nuksan pahuchaya gaya to hum fir gulam ban jayenge mugal ya angrezon ke ye bevkoof party ko kon samjhaye..
Tuesday, March 9, 2010
Subscribe to:
Posts (Atom)
